Maira naam Ayesha Mumtaz Khan hain . Maira talooq Shahkot say hai. Shahkot is in the Nankana Sahib District on the Lahore-Faisalabad highway.Humray ghar main,mari umar is waqat 20 saal,mairay ammi abbu aur mairay do aur chacha apnay biwi bachoo kay sath aik hawali numa baray ghar main aktay rahtay hain. Yeh aik bohat bari hawali thi jo bahir say dakhnay main aik hi bara ghar lagti thi magar us kay undar teen alag alag ghar banay howay thay. Jin ka undar hawali main aik mushtarka bara sa lawn tha.